Sunday 15 May 2016

AUTO REPLY FACEBOOK PAGE

       Auto Reply On Facebook Page.

Aaj Bhut Dino ke  Baad ik Baar Phir Haazir Huwa Ho..

Aaj hum Baat Karenge Facebook Page Ke Baare Me.

In Ke Leye Ik Trick Le Aya Ho.
Jaise Ki Subko Maloom Hai.

Ki Page Par Hazaaro Liker Fans Hote Hai.Aur Page Inbox Par Messages Ki Barsaat Hote Hai.

Inbox Par Itne Saare Msgs Received Hote Hai. Ki Admin Ko Reply Dena Mushkil Ho Jata Hai.

To Aise SooratHaal Me Ager Aap Koi Automatic Reply Set Karenge.

To Apke Aur Apki Fans Ko Zyada Mushkilat Nahe Hoge.
Q Ki.

Aaj hum Kuch Aise Method Bata Rahe Hai.Jeski Madad Se Ager Apko Koi Inbox Par Message Kare.
Aur Ager Aap Online Bhi Na Ho.Tab Bhi Aap 2 Second Me Usko Reply De Sakte Hai.
G Han.

Iske Leye Apna Page Computer Me Open Kare.

Phir ⇨⇨ Setting
Me Jao..

Aur Us Me ⇨⇨ Edit Setting
Par Click Karo.

Phir Us Me ⇨⇨ General
Click Karna Hai.

Phir Us Me Apko ⇨⇨ Message
Par Click Karna Hai.

Ab Yaha Par Message Option
Ko ⇨⇨ ON

Karna Hai.
Jab Message ON Karoge.

To Iske Neeche Ik Option Ayega..
⇨⇨Auto Reply

Ab Us Me Apna Koi Bhi Message Likh Kar Neeche ⇨⇨ Save Changes
Par Click Kare.

Ab Jo Bhi Apko Message Karega.
To Apki Taraf Se Wahe Message Automatic Reply Me Send Ho Jayega.

Enjoy Karo..
Note..
⇩⇩
Ye Option Apko Computer Me Dekhai Dega.
Aur Jab Message Option ON Hoga.
Tab Ye Reply Set Hoga.

Visit Daily Guyzzz

1 comment: